Yari Hai Imaan mera - Manna Dey

Yari Hai Imaan mera - Manna Dey

Год
1973
Язык
`Suaíli`
Длительность
379970

Abaixo está a letra da música Yari Hai Imaan mera , artista - Manna Dey com tradução

Letra da música " Yari Hai Imaan mera "

Texto original com tradução

Yari Hai Imaan mera

Manna Dey

Aa. ..

Gar khuda mujse kahe. .. (2)

Kuchh maang eh bande mere

Me ye maangu. . (2)

Mehefilo ke daur yu chalte rahe

Ham pe aalao, ham nibaah laao

Hamsafar, hamraaz ho

Ta qayaamat.. . (2)

Jo chiraago ki tarha jalte rahe

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Yaar ho bando se ye. .. oh

Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi

Yaari hai!

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Saaz-e-dil chhedo jaha me. .. (2)

Yaar ki gunje sada

He saaz-e-dil chhedo jaha, Me yaar ki gunje sada

In dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida

Pyar leke noor aaya. .. (2)

Pyar leke taazgi Yaari hai!

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Jaan bhi jaaye agar. .. (2)

Yaari mein yaaro gham nahi

Eh jaan bhi jaaye agar yaari mein, Yaaro gham nahi

Apne hote yaar ho, Gham-geen matlab ham nahi

Ham jaha hai. . us jagaah (2)

Jhoomegi naachegi khushi Yaari Hai!

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Aa. ..

Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2)

Chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai

Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu

Tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu

Kahe to aasmaa se chaand taare le aau

Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau

Tera mamnoon hu. .. (2)

Tumne nibhaaya yaaraana

Teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2)

Yaar ke hasti hi. .. (2)

Mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi Yaari hai!

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Oh. .. eh. . Qurbaan qurbaan…oy oy oy

Mais de 2 milhões de letras

Músicas em diferentes idiomas

Traduções

Traduções de alta qualidade para todos os idiomas

Busca rápida

Encontre os textos que você precisa em segundos