Abaixo está a letra da música Duniya Mein Logon Ko , artista - Seema Alimchandani, Asha Bhosle, R. D. Burman com tradução
Texto original com tradução
Seema Alimchandani, Asha Bhosle, R. D. Burman
Biraa…
Taraa taraa taraa, paraa paraa paraa
Taraataraataraataraa taraaroo
Duniyaa mein, logon ko
Dhokhaa kabhi ho jaataa hai
Aankhon hi, aankhon mein
Yaaron kaa dil kho jaataa hai
Duniyaa mein …
Duniyaa mein …
Duniya mein logon ko dhokhaa kabhi ho jata hai
Naagin si meri chaal, rakhanaa dil kaa khayaal
Mere divaanon kaa, ho jaataa hai ye haal
Bidaa, bidaa, baayaraa, baayaraa
Taraataraa taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu roo
Jaagi main, saari rain
Saaraa jahaan so jataa hai
Aankhon hi, aankhon mein
Yaaron kaa dil kho jaataa hai
Kahati hai ye nazar, kab kyaa ho kyaa khabar
Duniyaa mein chand log, hote hain jaadoogar
Bidaa, bidaa, baayaraa, baayaraa
Taraataraa taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu roo
Suniye ji, un pe bhi
Jaadoo kabhi ho jaataa hai
Aankhon hi, aankhon mein
Yaaron kaa dil kho jaataa hai
Pinjare mein chalake aap, aa jaataa hai shikaar
Qaatil pe bhi kabhi, aa jaataa hai yoon pyaar
Bidaa, bidaa, baayaraa, baayaraa
Taraataraa taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu roo
Baaton hi, baaton mein
Honaa hai jo ho jaataa hai
Aankhon hi, aankhon mein
Yaaron kaa dil kho jaataa hai
Duniyaa mein …
Músicas em diferentes idiomas
Traduções de alta qualidade para todos os idiomas
Encontre os textos que você precisa em segundos